********MUje pUrIsrAar rEhne do********** ****rate it pls
Posted 11-15-2008 at 09:24 PM by nayyabktk
Yeah meray chaarun taraf ku aik sakoot sa hai?
Mein kis say kahoo?
Mery ujhry hoi aankhu kay khaali kinaru kay us taraf kiya hai?
Khallaa hai ya sitaray phankty andhy hawaa hai..?
Kis par khul saka hai?
Jism kay khaali khandar mein kon ab tak bas raha hai?
Tum muje dekho..
Mein apnay aap say daraty hu shab ko
Jab andher bolta hai
Jab lahuu ki aagh mein lat-pat kuwaaru say ullajty hein
mery cheehein..
Koi sunta nahi muj ko..
Bikhartay tootatay khuwaabu mein jab taqseem hoty hu
Koi chunta nahi muj ko..
To aisa hai kay tum apni mehekty neend say khelo..
Mery tanhai kay asraar mat poocho..
Kahi aisa na ho ' tum bhi hudh apnay ko ganwaa betho..
Mery khuwaish aur apnay darmiyaan bhaidun bhary diwaar rehnay do..
Muje sadhiyun poorani dastaanu ki tarah andhy hawa kay saath
MUJE purisraar... rehney do...!!!
ABDUL NASIR NAYYAB KHATTAK
NAYYAB_KTK23@YAHOO.COM
03139003346

Total Comments 0