mohabat roog hay janan..............pls rate it
Posted 09-30-2008 at 12:17 AM by nayyabktk
mohabat roog hay janan
a'ajab sanjog hay janan
bara hi joog hay janan
baray borhay batatay thy
kai qis'say sunatay thy
magar hum mantay kab thy
yeh sab jantay kab thy
ye batain zikar kay qabil
bhala gerdantay kab thy
ana kay takht per bethay hamain maloom hi kab tha
ana kay takht say oper bohat sari bulandi per
kahien paryoun kay jhurmat main, teri payal voo paoun main
teri zulfoon ki chaoun main, tery chotay say gaun main
sitaray, chand, suraj walihana raqas kertay hain
hamain kab ilm tha janan
teray pekar main dhal ker chandni har so bikherti hay
shab-e-mahtab ki dershindagi kaisay nikharti hay
hamain kab ilm tha jana
hamain kamil bhrosa tha
hamaray saath kabhi a'aisa nahien ho ga
dile dana kabi qabo say beqabo nahi ho ga
ye dunyadr dunyadar say saadho nahi ho ga
magar phir youn hua jana, na janey kioun hoa janan
bara fasoon hua janan, jigar ka khoon hoa janan
teri abroo ki jumbish kay qail hoo gay hum bhi
baray bemultfat bhirtay thy mael ho gay hum bhi
sakhwt kerny aay thy aur sa'il hoo gay hum bhi
bary borhon ki in baton kay qail ho gay hum bhi
KEH
mohabat roog hay janan
ajab sanjoog hay janan...
ABDUL NASIR NAYYAB KTK
03139003346
NAYYAB_KTK23@YAHOO.COM

Total Comments 0