Discuss Laptop shehbaz da vote Imran da..... in Current Affair Talks Shows and Debate forum, in Desi Dramas / Media / Pakistani Politics Shows and Entertainment category.
kash k vote waqai koi tabdeli la sakta ... vote tabdili wahan latay hain jahan qomain azad hon aik American colony main vote par bhi jain tau kia faraq parta na hakumat yahan ki na hukmran ... jo "OPER" say order aeyn gay hona tau wohi hay... ya jo us say bhi "OPER" plan ho chuka hay...

Yar aap dil chotaa na karoo, mana kay halaat buray hain laikin ab aisa bhi nahi hay kay America kay kehnay pay hamaray haan barish hoti hay. ALLAH Kareen hair karain gay, thora sa hoslaa aur husnay neeyat baki kaam ALLAH ka. INSHALLAH
Allah's slave, friend of friends and sword to western boot licker punks
Join Date
Oct 2008
Location
UK
Posts
6,952
Re: Laptop shehbaz da vote Imran da.....
ISS dafa inn ke saath haath honey walaa hai, awaam inn se LAPTOP bi lai gi aur BENAZIR income support bi! Awaam ne bi inn thagoon ko thagney ka programme bana liya hai! LOL
Yar aap dil chotaa na karoo, mana kay halaat buray hain laikin ab aisa bhi nahi hay kay America kay kehnay pay hamaray haan barish hoti hay. ALLAH Kareen hair karain gay, thora sa hoslaa aur husnay neeyat baki kaam ALLAH ka. INSHALLAH
n if i say k aisa hi hay America n co kehnay say hamaray haan barish ho sakti hay tau?
ALLAH tau zaroor khair karay ga agar hum khair chahain gay tab na... mera khayal hay ab niyato say kuch nahi hoga ab hamain un niyato pay namaz bandh leni chahyiey ...

Bhai sahib aap badal gayee hoo na aur main badal gaya hoon to samjhoo Qainaat badal gaee hay, aur rahi baat America kee to aaj woh Talibaan say muzakraat karnay per majboor hain woh Talibaan jin ka naam yeah loug hakarat say liya kartay they. Ab iss say agay main kuch nahi kahoon gaa.
Admi to tum bhi ho,,admi to woh bhi hay ,,Admi se dartay ho?
Originally Posted by Stolen_Identity
kash k vote waqai koi tabdeli la sakta ... vote tabdili wahan latay hain jahan qomain azad hon aik American colony main vote par bhi jain tau kia faraq parta na hakumat yahan ki na hukmran ... jo "OPER" say order aeyn gay hona tau wohi hay... ya jo us say bhi "OPER" plan ho chuka hay...
Bhai sahib aap badal gayee hoo na aur main badal gaya hoon to samjhoo Qainaat badal gaee hay, aur rahi baat America kee to aaj woh Talibaan say muzakraat karnay per majboor hain woh Talibaan jin ka naam yeah loug hakarat say liya kartay they. Ab iss say agay main kuch nahi kahoon gaa.
main bhai sahib nahi behan sahiba hun yeh tau theek hy sab badlao apni zaat main ana zaruri hay sab say pehlay lekin sawal yeh hay k kia main aur app tau badal gaey hain kia ab hum apnay ird gird ko badlnay ki ahliyat rakhtay hain ya nahi? kia hum jo badlay hain tau pukhtagi bhi hay ya nahi ya 2 4 dino k liay badlay hain aur jald hi apnay default mode par wapis chalain jain gay? America can never conquer Afghanistan yeh aik likhi pari baat hay ... but there is no surety about Pakistan ...
---------- Post added at 06:24 PM ---------- Previous post was at 06:23 PM ----------
Originally Posted by cloud.is.the.best
Admi to tum bhi ho,,admi to woh bhi hay ,,Admi se dartay ho?
jo abhi nahi aei us ghari ki amad ki aghi say darti hun....
main bhai sahib nahi behan sahiba hun yeh tau theek hy sab badlao apni zaat main ana zaruri hay sab say pehlay lekin sawal yeh hay k kia main aur app tau badal gaey hain kia ab hum apnay ird gird ko badlnay ki ahliyat rakhtay hain ya nahi? kia hum jo badlay hain tau pukhtagi bhi hay ya nahi ya 2 4 dino k liay badlay hain aur jald hi apnay default mode par wapis chalain jain gay? America can never conquer Afghanistan yeh aik likhi pari baat hay ... but there is no surety about Pakistan ...
---------- Post added at 06:24 PM ---------- Previous post was at 06:23 PM ----------
jo abhi nahi aei us ghari ki amad ki aghi say darti hun....
Theek hay Behan Sahibaa hee sahi :| main to pakka badal gaya hoon aur apnay ird gird bhi kuch logoon ko badal deyaa hay baki kuch kay leaye koshish chal rahi hay. ALLAH reham karay gaa INSHALLAH.