| |||||||
![]() | Register | Books | All Albums | Blogs | FAQ | Calendar | Search | Today's Posts | Mark Forums Read | Videos |
| Notices |
| | |
| Face To Face with Neena789 Mr Meer ŤĤĔ ŐߌĔŔVĔŔ ![]() Join Date: May 2007 Location: Still Searching
Posts: 3,413
Thanks: 761
Thanked 1,086 Times in 134 Posts
Blog Entries: 2 Rating: (0 votes - average) Asalam o ALikum Guys N Gals Her Month ki Terha is Month k Start mein Hum ik Member ko Chose kertay hain ![]() is Hot seat k lia Aur pora month os se sawal poch poch k os Ka Damagh Khatay hain ( AGAR HO TU ) ![]() Is Dafa Interview Ki Zumidar Muj Masoom k Mazboot kandhon pe Aan Pari hai tu is Month Ki Humari Mahmaan jin ka Interview is Poray month lia jata rahy ga hain ..................Neena 789 ![]() Aiya jantay hain in ki shaksiyat k Baray mein jaantay hain kuch sawal main pochon ga kuch app pochna balkay bohat ziyada pochna ![]() sawal Pochnay se pahle surf is baat ka Khayal rakhna zarori hai k Ap ka sawal Ahlaqiyaat k Dairay k Ander ho ![]() chalin start kerta hoon is k Baad Ap ki bari ![]() ![]() ok G Neena Welcome on this Hot seat ![]() Umeed hai Ap bohat hoslay k saath sawalaat ka muqabila karin gee ![]() | |
| Views: 1743 | |
| The Following 20 Users Say Thank You to Mr Meer For This Useful Post: | ||
ArAbIaN gIrL (11-03-2008), Asmi_ (11-03-2008), Ballistic (11-27-2008), Barbie Doll Jiya (11-04-2008), Bheegi-Palkain (11-03-2008), bravo (11-03-2008), Divine (11-03-2008), Ek_Khwaab (11-27-2008), emikhan (11-05-2008), Miss Choudary (11-03-2008), neena789 (11-03-2008), nightfairy (12-03-2008), NoToRi0uS (11-07-2008), P@Rd3$i_GiRl (11-03-2008), Sai-3-LahasiL (11-03-2008), Shab-e-Firaaq (11-03-2008), T@nHa mu$@F!r (11-22-2008), Tamaanna (11-03-2008), ~larki Anjani~ (11-08-2008), ~Phoenix Scream~ (11-03-2008) | ||
|
#61
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 Quote:
jin ko samjti hain app mr and miss F.k
__________________ |
| Sponsored Links |
| To Remove this Advertisement REGISTER with our FORUM. - |
|
#62
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 wah ji wah koi aur b Mr aa gaya hai meer ji |
|
#63
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 neena ji kia ho gaya hai...... koi itnay mushkil sawal nahin hai jo janab dartay day hi nahin rahi ho..... ![]() i was just kiddin dear plz dont mind.... ![]() jaldi say jawab day takay mazeed sawal puchay jaein........ |
|
#64
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 Quote:
but main to aadaton ki bat kar rahi thi
__________________ ![]() |
|
#65
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 Quote:
|
|
#66
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 [quote=T@nHa mu$@F!r;850747][quote=neena789;849785][quote=T@nHa mu$@F!r;849771] 11:- bohat hai..yahi aik shoq hai kon c kitabeiN hai..... i mean to say college ki books ya kuch novels etc......main her kissam ki books parti hon Islamic say lay ker poetry tak.... or nisaab ki books ko tu daikhtey he sar main dard shoro ho jata hai ![]() 12:- han jee likhi hai or share be ki hai yahan f.k pay us ka link send karein, aur yeh na keh dijiye ga kay ja k labo, labni lubni koi nae mein.... na jee ager wo daikhni hai tu khud hee labni pari gi..meray pass waisay hee time ne hota na ajj kal ![]() 13:- sensitive,kindhearted,caring anha....suchi muchi ![]() nae jhoti mothi ![]() kujh hor tuwaday wastay sawal nay aayH..... jee kia app ka 50 kernay ka irada hai ![]() 21:- agar koi aap say roth jain to us ko kesay manati hain? ![]() manna hee liatee hon jaisay taisay ker kay ![]() 22:- zindagi ko kabhi buhat qareeb say dekha hai, agar dekha hai to kese, wazahat karein. ![]() meray liay zindagi door nazdeek say aik hee jaisee hai... or kaisee hai tu filhaal tu bohat achi or bot khobsorat hai Allah ka shuker hai.. 23:- agar apko pakistan ka President ya Leader bana diya jaein to sab say pehlay kon sa aur kia kaam karein gi, without koi lut maari day ![]() to loot mar hee karon gi...ameeron ko looot ker gareebon main banton gi...or kuch app kay liay be bacha rakhon gi ![]() 24:- duniya ki kis country mein janay ka buhat shuq hai? ![]() hmm mera tu sari duniyaa gomnay ko dill kerta hai ......aik ka kia pochtey hain ![]() 25:- apki zindagi ka maqsad kia hai, Mukhtasir alfaz mein bayaaN karein. ![]() achi musalmaan honay kay or apni family kay wajib faraiz khush asloobi say ada kar sakon...... apnay bachon kay liay khud ko behtareen maa sabit ker sakon.......bas yahiiiii hai mera maqsad-e-zindagi..... 26:- FKF par sab say acha MOD , FRD kon sa ahca lagta hai, us ki koi 3 achi adat batein..![]() bohat muskil sawal hai...abi mujay join kiay howay aik month hee howa hai so plzz aisay q tu na karo naa muj say. abi tu sab say jaanpehchaan ka silsala shoro howa hai thora time chahiya ess kay jawab kay liay ![]() 27:- FKF par kon sa POET acha lagta hai, us ka koi kalam share karein yaha par... ![]() mujay saray achay lagta hain app samait.....han aik hain wasi anjum unno na aik daffa panjbi gazal share ki thi wo bohat achi lagi thi...ja ker khud dondain wo ab ......sust kahin kay ![]() 28:- FKF kay kis section mein jana zeyada acha lagta hain? ![]() poetry and friends korner main....mostly yahi do section visit kerti hon 29:- apni koi 3 achiyaN aur 3 buraiyaN share karein, jis say ap kay family members ya ap kay Best Frdz be'zaar hon... ![]() pehlay ker chuki hon oper kisi q kay jawab main......ab bar bar tu apni buraiyaan nae hoti na kisi say ![]() 30:- kabhi apko laga ho kay ap ki waja say koi hurt hova hein, to kesa feel karti hein? ![]() bohat bora lagta hai chahay mera oss kay koe relation ho ya na ho ho mujay dukh hota hai ka wo meri wajja say hurt howa hia lakin meri aik achi adat hai ka main foren sorry ker laitee hon jaldi jaldi davo baqi bad wich........... ![]() jee day diay hian or q zara sokhay sokhay pochya karo plzz ![]() |
|
#67
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 [quote=Chanchal Chirya;850772]chal mein agyai ..sawal le ke dramey na kerein hun ![]() apnay jaisee samj rakha hai kia mujay ![]() 1, meri tareefein kerne se kiun katrati hai ??bachi ab tu khud samjdar hai main kia kahon ess baray main ![]() 2..mujhse pehli bar mil ker kaisa laga :D ? chanchal chiri say mil ker kaisa lag sakta hai khud he andza kar lo anway mazak aik taraf....bohat acha laga.mujay zindadill loog hamaisah say achay lagtay hain tuj samait![]() chal khush ho ja ab tu ![]() ![]() 3. meri achiyan bayaan ker :D ? muj say jhot bola nae jaey ga plzzz na poch kuch.. ![]() 4. apni buraiyan bata ? :D haaw wo kitnee waree kerni parain gi ab ![]() ![]() 5. zindagi ka koi Haseen waqiya bataiey ? bohat saray hian kon kon sa bataon ![]() 6.. koi waqt jo humesha yaad ho ? brighten beach pay apni family and cousins kay sath guzra her lamha yaad hai achi yaad ki sorat.....or ajj say 3 saal pehlay aik mushkil waqet aya tha zindagi main wo waqet hamaisha yaad rahay ga bori yaad ben ker 7.Zindagi mein ab tak koi aisi baat jis pe feel hota ho k kaash me aisa na karti to kitna acha hota?Aisa hua he k nahi? agar hua he to bata sako to bata dena.... haan apnay aik bohat achay dost or cousin ko naraz ker dia hai apnay say.....wo kabi nae bolloon gi .....ager main thori bardasht say kaam laitee tu ajj main apni family samait zindagi ko ajj say zaida achay tareeqay say enjoy ker rahi hoti .....oss aik kay roth janay say main or meray hubby bohat udass hain... ![]() neena789 added 6 Minutes and 21 Seconds later... Quote:
![]() ![]() jiss jis ko samaj ani howee oss ko aisay hee aa jaey gi ...ya fair her koe esay apni samj kay mutabiq khud pay lago ker sakta hai![]() ![]() main ess kay baray main or kuch nae keh sakti Last edited by neena789; 11-07-2008 at 11:59 AM. Reason: Automerged Doublepost |
|
#68
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 wah neena tumhaare jawab padh k maza aa raha ![]() kaafi kuch jaannei ko mil raha aur itne log hain yahan sawaal karne walei ki jo sawaal sochti hoon uska jawaab mil jaata hai kisi na kisi k sawaaloan k jawaab mein.... tk cr aur khush raho
__________________ ![]() |
|
#69
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 wow nice question I really lyk them! |
|
#70
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 Quote:
mar mar k mera sir pola kar deta jay ![]() aram naal v tay 10 sakday sa jay |
|
#71
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 Quote:
|
|
#72
| |||||
| |||||
| Re: Face To Face with Neena789 [quote=neena789;852648] [quote=T@nHa mu$@F!r;850747][quote=neena789;849785] Neena jee buhat acha laga aap kay bareiN mein jaan kar aur mashah ALLAH say kafi achay jawab day rahi hai aap, esay hi batati jaein jo aap say pucha jaein ![]() 12: na jee ager wo daikhni hai tu khud hee labni pari gi..meray pass waisay hee time ne hota na ajj kal ![]() janab mein laban di try karna wa pata nahin labdi ay kay nahin... kahir tusi kuj help kar davo na ji ![]() kujh hor tuwaday wastay sawal nay aayH..... jee kia app ka 50 kernay ka irada hai ![]() ho sakda way 50 to 20 zeyada ho jawan ![]() 25:- apki zindagi ka maqsad kia hai, Mukhtasir alfaz mein bayaaN karein. ![]() achi musalmaan honay kay or apni family kay wajib faraiz khush asloobi say ada kar sakon...... apnay bachon kay liay khud ko behtareen maa sabit ker sakon.......bas yahiiiii hai mera maqsad-e-zindagi..... sab say acha yeh apka ans laga mujhy, baqi sab bhi achay thay but yeh kafi acha laga...... ALLAH Pak apko apnay naik maqasid mein kamyabi ata farmein AMEEN SUM AMEEN... 26:- FKF par sab say acha MOD , FRD kon sa ahca lagta hai, us ki koi 3 achi adat batein..![]() bohat muskil sawal hai...abi mujay join kiay howay aik month hee howa hai so plzz aisay q tu na karo naa muj say. abi tu sab say jaanpehchaan ka silsala shoro howa hai thora time chahiya ess kay jawab kay liay ![]() kitna time aur apko chaiye sab ko jan'nay k liye ![]() 27:- FKF par kon sa POET acha lagta hai, us ka koi kalam share karein yaha par... ![]() mujay saray achay lagta hain app samait.....han aik hain wasi anjum unno na aik daffa panjbi gazal share ki thi wo bohat achi lagi thi...ja ker khud dondain wo ab ......sust kahin kay ![]() kia share nahin kar sakti hai vo? yaad nahin us k kuch alfaz? 28:- FKF kay kis section mein jana zeyada acha lagta hain? ![]() poetry and friends korner main....mostly yahi do section visit kerti hon poetry kay to kafi section hai, vo section ka name batein... 29:- apni koi 3 achiyaN aur 3 buraiyaN share karein, jis say ap kay family members ya ap kay Best Frdz be'zaar hon... ![]() pehlay ker chuki hon oper kisi q kay jawab main......ab bar bar tu apni buraiyaan nae hoti na kisi say ![]() aik bar phir kar day na ji kon c kam ho jani hai ![]() jee day diay hian or q zara sokhay sokhay pochya karo plzz ![]() janab itnay bhi mushkil nahin thay yeh sawal..... ![]() kahir kuch new sawaloN k sath jaldi hazir hota hon..... ![]() T@nHa mu$@F!r added 1 Minutes and 20 Seconds later... nahin lohay da naee way Last edited by T@nHa mu$@F!r; 11-08-2008 at 01:42 AM. Reason: Automerged Doublepost |
|
#73
| ||
| |