| |||||||
| | Register | All Albums | Blogs | FAQ | Calendar | Search | Today's Posts | Mark Forums Read | Videos |
| Notices |
|
#1
| |||||
| |||||
| joothay nabi ki shakhseeyat nechay di hooyi ibaarat read karain aur khud faisla karain k kya asay akhlaq wala nabi ho sakta hay mirza ki Ajeeb-o-gareeb pedaesh. ![]() mirza nay apni aik kitab me likha hai.Ye aajiz(mirza qadiani) broz juma chand ki 14ween tareekh ko bwaqt suba paida hua.(Turyaq-ul-qaloob page 157) Meray saath aik lerki paida hui jis ka naam jannat tha aur pehlay wo lerki baher nikli aur baad main us kay maen nikla aur mera ser us kay paoon may tha.(Turyaq-ul-qaloob page 379) affun ![]() "hazart maseeh maduoo nay "turyakay ilaahi "(dawa) khuda ki hidayat kay matahat banai aur is ka aik bada juz afuun tha aur ye dawa kisi qadar aur afuun ki zyadti kay baad hazart khalifa awwal (haqeem noorudin)ko khazoor(mirza qadiyaani) 6 maah say zaaid tak datay rahay aur khud bhi waqtan fawaqtan mukhtalif amraaz kay doroon kay waqat istamaal kartay rahay " refrance (mazmoon mian mahmood ahmad ,akhbaar"al fazal" jild18 no4 19 july 1929) senima yaa thetar ![]() mirza qadiyaani ka naam nihaad sahabi mufti moh saadiq biyaan karta hay : 'aik shab 10 bajay kay qareeb main thater mane chala gya jo malaan lay qareeb tha aur taamasha khatam honay per 2 bajay raat ko wapis aya . subha munchi zafar sahib nay mari adam mojoodgi mane hazrat sahib say mari shikayat ki kayh mufti sahab raat ko thter chalay gaay thay . hazrat sahib nay farmaya 'aik dafa ham bi gaiya thay ("zikray habib"safa 18'musanafah mufti maoh sadaq ) "Baaz dafa koi doost khazoor kay liay gargabi (juuta)hadyaatan lata to basa oqaat aap dayna paoon bayeen main daal latay aur bayan dayeen main . chonachay is takleef ki wajah say aap dasi jutaa pahantay thay . ise tarah khanay ka yah haal tha kayh khud farmaya kartay 'hamain to is waqat pata chalta hay kayh kyaa khaa rahay hain 'jab khana khatay khatay koi kankar wagerah ka reza daant kay nichay aajata hay " (seeratul mahdi "hissa 2' safa 58musanfah basheer ahmad qdiyaani ibne mirza qadiyaani ) batan aur kaaj "Barha dekha gaya kayh batan apna kaaj chord kar doosaray hi main lagay hooay hotay thay .balkay sadri kay kot kay kaajoon main lagaay hooay dakhay gaay "(seeratul mahdi "hissa 2 safah 126 musanfah basir ahmed qadiyaani) jooti ki dwaat "Aik dafa farmanay lagay maray liay kisii nay boot bajhay hain .mari samagh main is ka dayaan bayaan nahi aaya . aakhir is ko sayahi dalnay kay liay bana liaa" ![]() (al hukam 14 12 1934 safah 5 kalam no 2) mukhtaari kay imthaan main fail ![]() "choonkay mirza sahib mulazmat ko pasand nahi kartay thay is waastay aap nay mukhtaari kay imtihaan ki tyaari shooroo kardi aur qaanoon ki kitaaboon ka mutaala shooroo kiaa 'par imtihaan main kamyaab na hooay " ("seeratul mahdi hissa awal 'safah 138'bashir ahmed qadiyaani) panjabi"hindi aur angarazi wahi ![]() panjabi; "aik dafa hazrat masee mo oo d nay yah ilhaam sunaya kayha"pitti pitti gaii" ('tazkara'safah 801) hindi ; "hay krishan ji rodar goopaal " (al badar "jild2 p '41'44'<29-10-1903) angrazi ; i love u 'main tum say muhabbat karta hoon ' i am with u 'main tumharay saath hoon ' i sheel help u 'main tumhari madad karoon ga' ![]() ("haqiqatul wahi "safah 303 musanfah mirza qadiyaani) |
| The Following 2 Users Say Thank You to wasiq raza For This Useful Post: | ||
Bheegi-Palkain (09-27-2008), Ek_Khwaab (09-13-2008) | ||
| Sponsored Links |
| To Remove this Advertisement REGISTER with our FORUM. - |
|
#2
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat hmmmmmm............!! |
|
#3
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat thanks for it ms,........ plz apna naam batain |
|
#4
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Kyon Bhai Naam KisLiye ? |
|
#6
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Quote:
Lolzzzzzzzz Nahin Yaara Ghabrane Ki KYa Baat ... Yahan Sab Ek Doosre Ko Nick SE hi jante hain so wohi sahee hai ..!! Bilkul Jisne Bhi Jhooti Nabuwat Ka Dawah Kiya Uska Dardnak Anjam Hua Hai |
|
#7
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat is kqa matlab kay main aap ko apnay dil say hi pukaroon wasiq raza added 1 Minutes and 33 Seconds later... bohat shukria meer sab ka kay jinhoon nay hamari aarz ko apni nazaray rehmt say nawaza wasiq raza added 1 Minutes and 27 Seconds later... wasay mughay lolzzzz ka matlab samagh nahi aya plz bata dain wasiq raza added 3 Minutes and 43 Seconds later... agar main is main kuch aur aad karna chaahoon to kia pehlay walay data kay liay koi sub folder ban sakta hay agar haaan to kasy plz tell me zara tafsilan Last edited by wasiq raza; 09-13-2008 at 08:59 PM. Reason: Automerged Doublepost |
|
#9
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat welldone . better you write urdu rismalkht |
|
#10
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Wasiq Raza.. can u pls send me all the links of this books from where u have this stuff.. and also added all page nr to...plz thankss sunehri76 added 20 Minutes and 17 Seconds later... [Only registered and activated users can see links. ] page. ap kaunsi Dardnak maut ki bat kar rahe hain?? Maut ka waqt jab kareeb hota hai to sehat mand se sehat mand insan ko bemariyan lag sakti hain.Ap ek muslim insan ho.apko kissi ke bare me aisi batain zeb nahi detin . Agar ap Hazrat Muhammad (saw) pe Imaan rakhte hain aur unki Hadeeson ko follow karna chahte hain to ek Hadees me ye bhi bataya hai ke "nahi hai suni sunayi bat khud ke dekhne jaisi" so plz as a muslim.humain Haq nahi pohanchta kissi ki Maut pe kissi bhi insan ka bass nahi .Allah na kare Apki ye bat Allah ko bohat buri lage aur apko is se badtar maut mile.! Last edited by sunehri76; 09-14-2008 at 09:42 PM. Reason: Automerged Doublepost |
|
#11
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Jhoota nabi nahin kehtay. Nabuwwat se Allah sarfaraz farmata hai is liye woh jhoot ho hi nahin sakta . Haan Nabuwwat ka jhoota daawedaar zaroor jhoot kaha ja sakta hai. Snehri, agar aap ko dardnaak maut k baray mein jaan na hai to quran e kareen ka ba ghor mutalia kijiye aap ko khud pata lag jaye ga k Allah kareem ne munkiron or kuffar ki maut ka zikr kis andaz se farmaya hai apnay kalam mein. |
|
#12
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Equalizer ap mujhe wo ayat yahan copy kar dain apki bohat meharbani hogi... ab Allah ne kahin nahi farmaya ke wo kissi bhi naik insan ko bemar nahi hone dega,, Jahan tak meri Malumat hain Hazrat Mirza Qadiyani ko Dast ki bemari lagi thi...ye ek aisi bemari hia jis se koi bhi insan nahi bacha hoga.i am right haina? agar ap ki bat ek second ke lye man bhi li jaye to ap mujhe batayenge ke Allah ne phir Hazrat Issah ke sath itna zulam kyoon hone diya?? Kyoon Naubat yahan tak ayi ke unhe Saleeb pe latkaya jaye?? kya ap mujhe batayenge ke Bhutto ne aisa kya Gunah kiya tha jo uska Anjaam itna dardnak hua??Unhe phansi us waqt hui jab wo khade hone ki halat me bhi nahi the kyoonke wo bhook hartal pe the..aur un me itni himmat nahi thi..Jahan tak meri Malumat hain Bhutto sahib ne koi qatal nahi kiya tha...lekin unki Maut Dardnak hui....kya Bhuuto munkarinon me se the? Zia ki Maut uske jisam ka tukra nahi mila...kya uski Maut dardnak nahi hui?.. Hazrat Mirza Tahir Ahmad ke Chalange ke kuch din bad Zia Ul Haq ki Dardnak Maut.Kyoonke Zia aur Bhutto ne Ahmadiyon ko non-muslim qarar diya. aur humare samne un donon ki Mautain hain. Wasiq raza ne jo hawale diye hain wo jhoot ki bunyad pe hain....! Allah sab ko Hadayet de yad rahe Allah ko Gharoor aur Tukabar bohat napasand hai. Allah ko ye bhi nahi pasand ke agar uske bande ye dawe karain ke Allah falan ko maf nahi karega ...kyoonke Allah ne kaha hai.."wo kaun hota hai ye faissla karne wala " islye mere Muslim behan bhaiyon na gharoor karo aur na nafrat phailao...aur na hi kisi dusre maslik ki kissi Hasti ka mazak banao.. lekin meri ye batain apko samajh nahi ayengi. |
|
#13
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Ji Sunehri I will definitely post that verse of Quran here for your reference. Beemar honay mein, shaheed honay mein, or ghilazat mein gir k marnay mein bohat farq hai which we all have to realise and understand. But we can only understand that difference if Allah swt so wishes. Aap se kis ne keh dia k Hazrat Issa (AS) pe zulm hua ? Allah kareem to Quran mein kuch or farama rajay hain aap keh rahi hain k zulm hua. Isnt it strange k aap Allah k farmaye huay ko ignore kar k Qurani aayat ki apni tashreeh kar rahi hain. Na sirf kar rahi hain balkay us pe musir bhi hain or doosron ko manwana chahti hain. Aap ne theek kaha mujhay or meray Aaqa Huzoor Nabi Kareem (ASWT) k chahnay walon ko aisi batain na kabhi samajh aaee hain na hi kabhi samajh aayen gi Insha'Allah. |
|
#14
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat okk janab but i can still proof you thru Quran-e-pak that Hazrat Isa has a natural death.but ap log to Qurani ki is bat ko na man kar Quran ko jhutlate ho aur apne matlab ki deffination karte ho.!! no wonder thats isnt strange for you that you blamed other peaple and abuse them..becuase they have not ur same aqeeda otherwise ur mullas says kissi begunah ka Qatal haram hai.and on the other ways ur mullas says Ahamdys are wajib-e-qatal--shameful for ur islam.. i am proud that i am a Ahmady Muslim. Alhamdo lillah ,Faissla qayamat ke din hoga,aur Allah karega..so u dont need to abuse other religion.and other muslim..becuase jo galiyan ap dusron ko dete hain wo ap pe khud hi padengi |
|
#15
| |||||
| |||||
| Re: joothay nabi ki shakhseeyat Quote:
Ji Sunehri bilkul sahi kaha aap ne faisla Allah swt hi farmayen gai Sar e Mahshar. As it is clearly stated in the Quran. ![]() By the way, kis ne kahan or kab gali di yahan ? mujhay koi aik instance dikha dain jahan main ne koi ikhlaq se gira hua lafz use kia ho :-) yeh aap k apnay dil ki aawaz hai jo aap k lehjay ki jhallahat se saaf mehsoos hoti hai. Haqeeqat ko jhutlanay walay har daur mein rahai hain agar aap aisa kar rahi hain tou koi naii baat nahin hai. Aap k reference k liye Soora e Nisa ki relevant aayat yahan post kar rahay hain ham tarjumay k saath. In ko parh lain or ab bhi agar aap na maanain tou kia kaha ja sakta hai ![]() [Only registered and activated users can see links. ]Allah kareem farmatay hain Quran mein : [Only registered and activated users can see links. ] |
![]() |
| Bookmarks |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |