| |||||||
| | Register | All Albums | Blogs | FAQ | Calendar | Search | Today's Posts | Mark Forums Read | Videos |
| Notices |
|
#16
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Koi Baat Nahi BP. Isay Start ker Diya Hai To Silsila Chalne Daji'e ![]() Is se Ye ho ga k jin ko plot ki samj nahi aai wo b apne tor samj ker silsila agay berha sakain gey !! Ap ne aik acha start liya. Boht KHoobsurat Se Pehli Qist Likhi ![]() Likhte Rehi'e Khush Rehi'e
__________________ . ![]() پر کبھی کبھی ہوتا ہے ایسا وہ انسان جس کو موت اپنے ساتھ عدم کو لے کر جاتی ہے اور اس ایک انسان کے جانے سے یوں محسوس ہوتا ہے جیسے سینکڑوں انسان چلے گئے۔ .. ![]() |
| Sponsored Links |
| To Remove this Advertisement REGISTER with our FORUM. - |
|
#18
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 bht ashi shroaat hain..bht acha ikha ha aap ne bheegi palkain... |
|
#19
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Assalam-o-Alikukm WR WB Aap sab ka bhot bhot shukriya k aap nay apna qeemti waqt diya FeamnAllah
__________________ Suna hai tumhari ik nigah say qatal hotay hain log FARAZ ik nazar hum ko bhi daikh lo k zindagee achi nahin lagti |
|
#20
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 salam bp bht hi kuhsurat starting hain may hi particapte there
__________________ |
|
#21
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Assalam-o-Alaikum! BP bohat acha start kya hay yaara... ab agli qist bhi insha Allah bohat jald aa jaye gi
__________________ ![]() |
|
#22
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Walikukm Salamz agli qist aajy gee :O yani u logo nay mery kandhy per bandook hi nahi rakhi puri bandook thama dee :S Chalo theek hy me hi mukmal karta hoon FeamnAllah
__________________ Suna hai tumhari ik nigah say qatal hotay hain log FARAZ ik nazar hum ko bhi daikh lo k zindagee achi nahin lagti |
|
#23
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 well mera kahnay ka matlab ye tha k agli qist insha Allah main likh doon ga ya kisi aur ki taraf say aaa jaye gi... tum ghalat samjhay beharhaaal.......ab likhooooo ![]() aaaaa bail mujhay maaaar ![]() ab jaldi say agli qist bhi likho
__________________ ![]() |
|
#24
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Quote:
__________________ Suna hai tumhari ik nigah say qatal hotay hain log FARAZ ik nazar hum ko bhi daikh lo k zindagee achi nahin lagti |
|
#25
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 oyee insaan ban,, maarnay waly say bachany wala hath zyada taqatwar hota hay main agli qist main usko kisi mojzay sy phir zinda kar doon ga.. aik aisa foji jo apna mission poora karnay say pehlay marna bhi nahi chahta.. lolz.... ab jali sy likho
__________________ ![]() |
|
#26
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 salamz, kese hain aap sab? i'm a new user here. hairat hay yahan koi welcome hi nahi karta kher koi bat nahi bat bas itni si hay ke mabadolat bhi hain shamil honay ki ijazet ki talabgaar.aik arsa hoa kalam uthaye howey lekin dil hay ke machal sa gaya hay ap logon is khoobsurat si kaawish pe,agar apki madad aur hosla afzai rahi tu inshAllah kuch na kuch main bhi paish kar dun gi Allah Hafiz |
|
#27
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Quote:
Sab sy pahaly aap ko welcome karaty hay Friends Korner Forum per bhi aur Writer Club mai bhi 2nd ya ho nahi sakta hay k aap ko welcome na kiya gya ho , yha per lazmi welcome kiya jata hay , 3rd khushi ho gee agr aap bhi is mai hisa lay aur aap k qalam ka jadoo dekhy . FeamnAllah
__________________ Suna hai tumhari ik nigah say qatal hotay hain log FARAZ ik nazar hum ko bhi daikh lo k zindagee achi nahin lagti |
|
#28
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 Quote:
Janab ye to ho nahi sakta k aaapko welcome na kya gya ho... Yahan par Har New Comer ko bila imtyaaz welcome kaha jata hay... Yaqeen na aaye to Ye Thread Dekhain is main aapko welcome usi waqt kaha gya tha jab aaap nay join kya tha [Only registered and activated users can see links. ] is k baad ye jaaan kar khushi hoi k ma-sha-Allah aapko bhi likhnay likhaanay say dilchaspi hay... Ham har Naye Likhnay waly ko dil ki gahraayen sy welcome kahty hain... hamain khushi hogi k agar aapbhi is Novel main apna hissa milaayen
__________________ ![]() |
|
#29
| |||||
| |||||
| Re: Discussion.... FK Novel # 2 salamz, ji buhut mumkin hay ke meri nazar na gayi ho is bat ki maafi chahun gi. bat darasal ye hay ke ab tak is site ko poori tereh nahi khangala hay itna kuch hay yahan aur is bat keliye main itna khush hun. Abhi tu wo kehte hain na daant bhi geela nahi hoa.InshAllah zarur hissa loongi ap logon ki har kadam pe madad aur rehnumayi bhi darkaar rahay gi. Allah Nigehban |