0
Barbie Doll Jiya (06-30-2010), BUSY12 (06-27-2010), Dia_Komal (07-08-2010), farwa_dawood (06-22-2010), MAHEEM (06-23-2010), Sukot e Shab (06-22-2010), sweet eyes (06-26-2010), sweet smile (06-22-2010), withlove (06-28-2010)
bahot hi khoob likha roomi our bahot ahim topic pe likha
dhoka wahan hota hey jahan rishtey mafad ki khatir jodey jatey hain , wesy to her rishta mafad k sath hi juda hey but ek magad achai ka our ek burai ka hey , bahin ka rishta bhai k sath ek mafad k tahit bhi juda hey k bhai lafz hi hifazat deta hey oue behnain khod ko mehfoz samjhti hain is tarah her rishtey k sath ek mafad hey ,
dhoka wahan hey jahan apni gharz k liye dosti ki rishta bnaya our jab wo gharz pori hoi to chal diye , insaniyat se girna iso ko kehtey hain
asslamaolikm brother bhut houb likha masallah aap ny as swal ka jwab aap ny bhut acha diya
apny nafes or mufad ki hater sirf lhmahti hushi hasil krny ky liy lwg dokha dai kr oper waly ki adelt ko najany q bhoul jaty hain jhan koi cheez poeseeda nai
bhut jhnjor dayny wali thareer
thnx ky aap ny share ki
always b happy
Dhoka.........!
log khulay aam dyty hain.. aur bywaqoof khuly aam qabool krtay hain.
so called naikiyu k takabbur mae bhary byhoda log!
sense se aari.. Gunah ko sawab samjh k krny waly.. Aisy lgon ko kia farq perta hai dhoka dyny se???. Un ko Dhoka mil bhi jaiye to unhien dukh nai hota hai coz ehsas to un ka pass hota nahin,,,hota to dhoky dytay hi kiyun...!
ALLAH Bachaiye shaitanoo se ..
Keep it up roomi.. Bht khob likha!![]()
ACHA LIKHA HAI .
INSAAN sirf DHOKY BAZ HEE NAI NA -SUKRA BHI HAI TABHI TO WO MUTMYEEN NAI HOTA ORE DHOKA DENY PAR AMAADA HO JATA HAI .
APP NE SHEETAAN KII BAAT KII . waqai asa hee hota hai . wo app k samny nai aa sakta . sirf app ko khyaal dekhata hai . app ko kehta hai asa kar loo .
roomi kii tashbeehaat main unhoon ne boht achy see likha hai. k insaan ko khyaal aya uss ne khud ko kaha chlo kar lety hain kuch nai hota . Allah to boht kreem hai . magr insaan bhool gya k har kam ka radeammal bhi hai jo uss k dil par asaar kare ga .wo jab gunaah kar leta hai . to pachtata hai . phir wasa hee hota hai .gunaah phir kar leta hai . magr en saab ka radeamaan uss k dil par parta rehta hai . to baat samjh main any wali yehi hai k kya insaan aik khyaal jo uss ko apni arzoo kii trhn lagny lagty hai . uss ko hasil kar k bhi kush nai hota . uss ka dil syaah hona shuroo ho jata hai
ore jasa k app ne apni tehreer main un loogoon ka zikr keya . jo mun pee kuch ore ore app kii geerhazrii main kuch ore hoty hain . yeh ceez bhi un ko hee nuksaan dety hai . har kaam ka radeeamaal hota hai. un k amaal un k sath hain app k amaal app k sath .
hasaab to uss ka hona hai k app ne kya keya . kya pp un k sath waqai ess qadar achy nahi jo wo app kii buraii kar rahy hai . aik dusre sae acha salook kareein too ho sakta hai uss k andr kii buraii bhi khtam ho jaye . magr hum uljhy howe hain k ajj k zamny main har koi dhoka deta hai .han deta hai magr badlna bhi to hai . app badloo gee . app k sath rehny waly badlein gy . app k dost badlein gy . buraii kahin na kahin khtam hoty jaye gii .
haq ko zahir ho kar rehna hai . har insaan ko kud sae ashna hona hai .
tc
![]()
Ap ka Bohat Bohat Shukriya Ap Ny Is Tehreer ko Sarahaaaa...
Her Rishta Mufad ki Khatir Nahi Jura Howa Hota......Bahi ka Bhen
k sth Jo Rishta Hai usay Ap Mufad Nahi Keh Sakty Usay App Natural
Power or Payar Keh Sakty Hain...Ghalat Bat Nae Kia Kerooo U ...Gandi
---------- Post added at 10:17 AM ---------- Previous post was at 10:12 AM ----------
Walikum as Salam.......Ap ka Bohat Bohat Shukriya k Ap Nay Is
Tehreer Ko Passand Kiya Or Apne Qeemti Comments Diye Yahan
per Apna Qeemti Waqt Nikal Ker.
---------- Post added at 10:22 AM ---------- Previous post was at 10:17 AM ----------
Walikum as Salam Farwa......
Ap ka Bohat Bohat Shukriya k Ap Nay Is Tehreer ko Perha or
Passand Diya, Apne Qeemti Waqt sy Kuch Waqt is Tehreer k
Liye Nikala or Apne Behtreen Comments Diye.
Ap ka Bohat SHukriya
Asalam o Alikum Guriya.......
Bohat Kubsurat Jumla Istimal Kia Ap Nay ( Log Khuly Aam Dyte hain Or Bewaqoof
Khullay Aam Qabool Kertay Hain ) Bohat Umda ap nay Sari Bat Samait Di......
............................
Ap ka Bohat Bohat Shukriya
---------- Post added at 02:32 PM ---------- Previous post was at 02:26 PM ----------
Walikum as Salam Iqra...................
Ap ny Bilkul Sahi Kaha Hai k Her Amal ka Radi-amal b Hota Hai Ager Bura
Kerain Gay to Us ka Radi-amal b Hamaray Samnay Burai ki Shakal May Aa
Jaye Ga or Ager Acha Kerain Gay To us Ka Radi-Amal b Achi k Sooray May
Hamare Samnay Ayaaan Ho Jaye Ga.
.............................
Munafqeen sy Dunya Bhari Phari Hai.or Aj kal k Dooor May Wohi Shaks Kamiyab
Hai Jis Nay Kud ko Bacha Liya,Verna Yahan Per Qadam Qadam Per Dhokay Baz
Mil Jatey Hain,Koi Dost Bun Jata Hai Koi Bahi or Koi Bhen Bun ker b Dhoka Day
Jatay Hain,Ajeeb c Dunya Hai Pehlay Achy Bunay rehty Hain or Phir Aik Din Ata
Hai Apni Kameengi per Utar Atay Hain Sb Achaai k Parday CHak Ker Dyte Hain
or Apna Asli Roop Ayaan Ker Dyte Hain.
..........................
Ap ka Bohat Bohat Shukriya Ap ny Aitna Tafseeli reply Kiya.
hmmm.... sahi
jab neend nahin aati toe en kharafaat pai sochnai kai bajayai uth kai bachai ko sambhala karo aor uskai achai naseeb kai liyai dua kiya karo.. keh Allah ussai hamesha har shaitaani waswasai aor dhokoo sai bachayai ..ameen
tc
sada hOOn apna! pyar k!jahan sa! ba!n!yaz hOOnk!ss! pe jO na khul saka!wOh z!ndag! ka raaz hOOn
eik karwi sachii aur zati tajrubaat ko mad-e-nazar rakhty huye achi tehreer likhi.. daad qabool kijye.. likhty aur share kerty rahiye.. Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove![]()
...JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN...
as salam o alaikum
aaj k daur mein jazbatoan k saath aisa hi ho raha hai
bahut kum aise rishtey miltey hain jo bina kisi garz k judey aur rishta nibhayein warna log apna matlab nikalney k baad tota-chasm ho jatey hain.
bahut achcha likha hai
well done
میرے دل میں اُتر سکو تو شاید یہ جان لو
کتنی خاموش محبت تم سے کرتا ہے کوئی۔