1
Asalam o Alikum Guys N Gals
kaisay Hain Ap sab ?
Yahan Eik silsila start ker raha hoon " Urdu Muhawara " k Naam se
Yahan Ap Aksar Aam baaton mein Bolay janay walay Muhawaray aur On k Meaning share kerin gay
Jis ko Jo b Muhawara Ata ho share kery sath lekh day k is ka Matlab ye hai aur kis moqa pe Use hota hai
Yahan wo Member b Sharing ker saktay hain jin ko Koi Muhawara samj Na ata ho aur os k Meaning Janana Chahtay hoon
So Start main Khud karta hoon
Kaam Ka na Kaaj Ka . Dushman Anaaj Ka
Ye Os waqat USe Hota hai Jab Koi Bohat he sust Shaks bas Araam karta rehta ho Aur jab b Koi Kaam par jay tu saaf Inkaar kar day
.......................
*BlessinG* (04-11-2009), AnGeL Ey3s (11-09-2009), Aysha (04-08-2009), A_Sayn (04-04-2009), Barbie Doll Jiya (03-28-2009), bravo (04-10-2009), Breeze of Heaven (04-17-2009), Chicky (04-11-2009), fanaa07 (04-12-2009), Gul-e-Nayaab (12-08-2009), masooma123 (05-15-2011), Muhaddisa (03-19-2011), nazia253 (06-19-2009), Pr3c!0u$ d3$!r3 (08-20-2010), Queen^Khi (02-07-2010), rfathima (11-22-2010), ♥Royal Queen♥ (01-01-2010), Saba (04-05-2009), Shab-e-Firaaq (04-03-2009), soul snatcher (03-28-2009), Sunflower02 (06-07-2010), T.H (11-17-2011), vermell_flor (06-30-2010), ~*Anchal*~ (05-03-2009), ~*NightFairy*~ (04-10-2009)
zaroori nahi kay koi sust ho baitha rahayyeh muhawra us wakt bola jata hai,jab kisi ko kaam bola jay aur wo kaam na ay balkay ziada tar us ka demag khanay peenay mai laga rahta ho kaam kaaj kay bajay............maslan
Ammi: ahmed zara bhag kay bazar jao aur 2 kg pyaaz lay aooo
ahmad: oho ammi kia hai aap mudasir ko boldain mujhay bhok lage hai khanay ko dain kuch
ammi:nikamay abhi to 2 hrs pahlay khana kha kay gay ho,kam bolo to jaan jati hai"kaam ka na kaaj ka dushman anaaj ka
'
---------- Post added at 02:43 AM ---------- Previous post was at 02:42 AM ----------
wao0o0 bohat umda muhawra layee ho,,,is muhawray ko us time use kertay hain jab insan under kuch bahir kuch dekhta ho
---------- Post added at 02:45 AM ---------- Previous post was at 02:43 AM ----------
gadha kia jaanay????????its Bander kia jaanay adrak ka sawad