6
anomymous767 (05-01-2012), anz3611 (05-02-2012), armas (05-02-2012), asadsaeed (05-02-2012), falcon star (05-03-2012), jasmine1111 (05-02-2012), krass (05-01-2012), sarah09 (05-01-2012), seerat123 (05-01-2012), wajj (05-03-2012)
bohat acha end hai haqiqat se bohat qareeb hai api ji aur rania dono ko un k kiye galt kaamon ke saza mili aur suman ko us k saber ka phal mil gaya sutab sahab jaisay log hamari society main kabhi khatam nahe ho saktay aur is ke waja hamaray kamzoor emaan hain
thanks for sharing
Whomsoever Allah guides no one can misguide and those who do not want any guidance from Allah (like Aapi g and Rania)Allah leaves them to go astary for this worldly life,but they 'll have to pay the price,face the punishment also on the day of judgement,
(ager wo sachy dil say iss duniya he main tooba na kereen gae tou yahan ki choti moti saza k ilawa aakhrat main bhee aazab -e-Elahi k mustahiq hoon gae )
Aapi ji ka pagal hona yeh naheen yeh tou in ka hosh main aana hai ,balkay jo bateen wo iss pagal pan main ker rahi hain bohat sachi hain Qutub Sahab k nam ki tasbhee tou wo hamaisha he say perh raheen theen bas shaid uss waqt unn k words YA ALLAH hoty hoon gae laikin der haqeqat wo Qutub Sahab he ko pukarti raheen hain ,aur apnay aap ko yeh dhoka daiti raheen hain k wo tou Allah ki ebadat kerteen hain ,
Aapi g aur unn jesey wo log ,who takes or believes in the help from anyone except Allah,and they worship both Allah and Shytaan,yani Qutub Sahab ,Peer sahab ,and waghera waghera ki ! kash kash kash ......aisay messages say he yeh log kuch sabaq seekheen jo iss drama serial k through mila hai aur apnay eerd gerd jo iss terhan k 1000 say bhee zyada waqyat perhty aur sunnty rehty hain wo bhee samjheen,kash kash kash kash ...............
Qutub Sahab jesy Shytanon ki rassi lambi zaroor hoti hai laikin pakar sakhat hoti hai !!!
MAY ALLAH FORGIVE US AND GUIDE US TOWARD THE RIGHT PATH (AMEEN SUM AAMEEN )