5
Assalam-o-Alikukm WR WB ,
Sab sy pehlay to kuch din tak MOD is thread ko isi jagha Pin kar dey phir beshak aap Design Resources mai move kar deyna .
Al Hamdulilh FK ko ya azaaz hasil hay k FK web World k tamaam baray Forums mai aik khas muqam rakhta hay balky honestly kahu to un mai safay awal hay . Her maydan mai apna aap manwa chuka hay . Asy hi Design Section mai bhi FK nay kai Designers payda kia hay.
Mai kai din sy notice kar rha hu Design Section ko k MashAllah bht hi umda Designers aarhay hay jin mai Jam , Tifl,Kiyani , Creative , Mrs Pervayz jasy naam shamil hay .
FK chuky mery lia bht imp hy 2 lhaz sy khas kar aik to ya mery dost ka forum hay 2nd yha sy mai nay Desiging mai mahraat hasil ki hay to mai chata hu k chukay ab Seniors nahi hay aur Mashallah aap sab ka zoq-o-shoq sy andaza hota hay k aap sab achay hay just guide line chia to INSHALLAH mai chata hu wo aap ko main provide karu .
Is klia kuch rules hay jo aap sab ko follow karnay ho gy .
Rules:
- Jo jo seekhna chata hy wo kindly apnay name mention karay taky mujhy maloom ho k kon kon dil laga kar mahnat kary ga
- Jo bhi aap ko lecture du ga ya aap ko links du ga aap nay us ko parhna hay aur phir HW kr k dekhna hay . Jo image yha share ho ga wo aap nay On Board jab tak nahi karna jab tak wo image is qabil na ho jay k usay dosry sathi pasnd kary .
- Kisi bhi sathi ko ya ijazat nahi k wo kisi k image per negative comments dey Albta aap Tareef k alfaz istaml kar k hosla buland kar sakty hy, Ya kaam aap mery lia chor dey
![]()
- Kamzoor dil , Jazbati hazrat is baat ka khayal rakhy k Islah aur TAnqeed Seekhnay ki pahli serhi hay bardast ka daman na chorya ga wrna mery lia aur FK k lia ya mumkin na ho ga seekhana .
- JO tutorials FK mai hay wo mai aap ko link du ga , baqi jo nahi hay main INSHALLAH ap ko bana kar du ga .
- Jo bhi kaam ho ga , Islah , Tips , error checking wo isi thread mai ho ga , mazeed thread bana kar Section ki khubsuart kharab na karya ga . na hi MODs ko is baat ki takleef dy k wo aap ki threds merge karty rahy . Jab aap ka kaam ho jay to mai aap ko khud kha du ga k aap is ko share kar dey .
- Sathiyo ya aik sunehri moka hy aap k lia jo FK aap ko provide kar rha hy . wrna yaqeen jania koi kisi ko nahi sikhata hay na hi kuch khata hay . is ko zaya na karya
- Kindly , ya request hay aap sy koi Rule nahi hay k jis Image per aap ki Islah ki jay gi wo aap nay Correct ho janay k baad FK mai hi share karna hay . Pabndi koi nahi hy kahi bhi kar dey per i think thora sa aap sab sathi khayal kary gy k itni mahnat sy FK aap ko sikhy aur wo kaam kahi aur chala jay
![]()
- INSHALLAH baqi rahi Tools ki baat main INSHALLAH jab aap mai sy Designers achay hotay jay gy mai aap sab ko Gift mai kuch tools dey du ga FK ki traf sy .
Hope k aap sab sath dey gy
FeamnAllah
BP
(((((Auspicious))))) (09-12-2009), *BlessinG* (10-14-2009), *~PuRpLe~* (09-13-2009), Adiva Afafa (06-26-2012), Alia. (09-12-2009), Ali_Javid (11-09-2010), Amiable_ (10-22-2009), AnGeL Ey3s (09-23-2009), angz (09-12-2009), aniya (11-29-2009), anjaanidewaani (11-22-2009), Anuzah (09-12-2009), Aqsa khan (09-12-2009), aqua-blue (10-10-2009), ArAbIaN gIrL (09-12-2009), arfa khan (09-14-2009), Barbie Doll Jiya (09-14-2009), Beautiful Girl (11-08-2010), bindas_ashu (09-27-2009), Chicky (09-15-2009), Creative (09-12-2009), cute muslimah (11-23-2009), DASHT-E-TANHAI (09-25-2009), De$ert Eye$ (09-15-2009), Dead-Soul (02-02-2010), Dia_Komal (09-12-2009), DiL_SaY (09-12-2009), dove143f (04-25-2011), Dua Awan (03-04-2011), Ehad-e-Wafa (09-26-2009), Expired (10-07-2009), (04-06-2012), Gul.R.Huma (09-23-2009), HamMaĆ (11-13-2009), innoc3nt_d3sir3Z (05-06-2010), ismaa (10-17-2009), jalalpuri (07-01-2011), jam1 (09-12-2009), Kaleem (09-12-2009), KĆ„ŠĻǻĽ (09-29-2009), King Maker (10-24-2009), l2aaNia (04-28-2011), lexkhan (10-28-2009), lovejeddah94 (03-02-2010), MAHEEM (09-28-2010), maheen khan (03-02-2010), maria yasir (02-21-2010), MRF (10-19-2010), Mrs. Toseef (10-28-2009), Mrs.Adeel (09-12-2009), Muskaan (09-23-2009), naeemshahzad (06-29-2010), neelam (09-12-2009), Night Rider (09-12-2009), Noor-e-Sahar (09-12-2009), Pr3c!0u$ d3$!r3 (12-30-2010), Pr3ciOuS (12-07-2009), Ranii (09-12-2009), ruby123 (09-12-2009), Saba (10-05-2009), saeed butt (09-12-2009), sahiba jee (10-05-2009), Sai-e-Lahasil (09-12-2009), sakoot (09-13-2009), shanzy@uk (10-06-2009), Anjani Larki (05-27-2011), Sibka (11-22-2009), Silent Beat (08-21-2010), silent_sea34 (03-29-2010), Silent_Wish (01-10-2010), Silk (06-12-2010), Skip (10-12-2009), soul snatcher (10-13-2009), Sparrow (09-12-2009), star_light (02-04-2010), sweet eyes (01-29-2010), Sweet Pakistani (09-12-2010), sweet_lily (04-23-2011), S_K_Princess (09-12-2009), tehseen84 (09-22-2010), Umm-e-Ali (05-29-2010), USMAN HAROON (01-02-2011), Zahra-Naqvi (01-31-2011), Zak_ (09-27-2009), zullu230 (03-04-2010), Exquisite (03-10-2010), _f16_ (01-27-2011), _khan_ (01-31-2010), `BaaRisH` (04-26-2011), ~*Anchal*~ (09-13-2009), ~*NightFairy*~ (09-27-2009), ~Aadi~ (10-08-2010), ~MuslimForever~ (04-25-2010)
Wa Alaikum Asslam Wr Wb
Masha Allah Bp Bahot Zabardast Kaam Shuru Kar Rahe Ho
Sahee Baat Hai Aise Hi Koee Kisi Ko Nahin Sikhata Hai .......
Yeh Sabke Liye Ek Sunheri Mouqa Hai Ummeed Hai Sab Sathi
Sath Denge.............
Seekhne Walon Main Sabse Pehle Mera Naam Likho
Fees To Nahin Loge Na Mujh se![]()
Khush Raho
Fee Aman Allah
Wa Alaikum Asslam Wr Wb
Masha Allah Bp Bahot Zabardast Kaam Shuru Kar Rahe Ho
Sahee Baat Hai Aise Hi Koee Kisi Ko Nahin Sikhata Hai .......
Yeh Sabke Liye Ek Sunheri Mouqa Hai Ummeed Hai Sab Sathi
Sath Denge.............
plz mera nam b likh lein
Khush Raho
Fee Aman Allah
Asslam 0 Alakium
Aap kee thread achee hee nahee bohat achee haa.
PLS mera naam bee likh ligyah main aap kee mashkoor hoon gee
Aap kee eis great help kaay liyah main aap kaa bohat bohat shukriya ada kartee hoon,Umeed haa aap koo mayoos nahee karoon geen.
"Oh Allah, Forgive my Sins and give me strength thatI can stay on Siraat-al-Mustaqeem - Aameen"
W.salam.
Bohat hi zbrdst Thread hay. Mujay bohat shoq hay k mujay bohat acchi c Designing ayee lakin nhe a rhi . Jam sy b seekhnay ki try ker chuki hun.
Aap sikha rhay ho to zrur seekhon gii. Thora thora ker sikhaiay ga ta k samj aa jayee.
Overall aap ki designing bohat psund hay mujay . Bohat hi unique or beautiful Designing hoti hay ap ki. Or app ki ya thread dakh k bohat accha lga.
Bohat khush rhin.
Bhlay Cheen lo muj sy meri jawani.Mager muj ko lota do Bajpan ka sawan.Wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani.
waalaikum salam, sab sai pehle behadd khushi hui k aap ne is silsilay ko shuroo krne ki zimadari lee hai, kab se intizaar tha iss ka.....
secondly aap waqai please ramadan k baad hee shuroo kijiye ga, waise bhi yeh aakhri aashraa hai...
thirdly, ahista ahista aur ther ther k sikhayega ga...
finally, mera naam bhi add krlein......![]()
wa salaam wow amazing mujhe bhi seekhna hai mera naam bhi note kar lain.........
angz added 9 Minutes and 11 Seconds later...
wa salaam bohat acha silsala start kya hai apne...............mujhe bhi adm laina hai.............................
Last edited by angz; 09-12-2009 at 01:08 PM. Reason: Automerged Doublepost