0
is jahil say yeh nahi poocha kay verbal talaq dainay kay baad acid phainknay kay baad 4 mahinay iskay saath kaisay reh rahi thien, isnay aur iskay baap nay mil ker fakhira ko habs-e-beja mein rakh ker usko dabao dal kar adalat mein bayan-e-halafi dakhil kerwaya, keh raha hay kay tezab say jalnay ki wajah say nahi khudkushi nahi ki balkay bhook ki wajah say khudkushi ki, sab say bera jhoot aur dhitayie iski yeh hay kay 2000 mein acid phainkh nay kay baad 2 saal tak mafroor raha aur phir oct 2002 mein griftaar hua, Governor Ishrat ul ibad nay dec.27 2002 mein halaf uthaya tha.