Sifar qawat-e-khareed-o-farokht say mehroum sahi laikin hindsay ki is kay bagher nahain banti aur yah hindsay say mil kar hindsay say 9 gona ziyada qimat ki hamil ho jati hai lihaza kisi ko haqeer mat jano janay kab aur kis waqt os ki zarorat par ja'ay.