About Me
- About Frnds4ever
- Biography
- Jheel Si Apni Tabeat Hai Zara Si Baat Per...Zehan Main Alfaaz Jam Jatay Hain Ka'ie Ki Tareh !!
- Location
- Ko'h-3-Sakoot Tala'y
- Interests
- Sarab k Peechay Baghna !!
- Occupation
- Sehra Hoon Aur Muj Main Ana Ka Shajr b Hai...Main Kitni Mushkloon Main Hoon Tuj Ko Khabar Nahi !!
- Gender
- Female
- Country
- United States
- Default Post Color
- Black
- Default Post Font
- Georgia
-
Signature
- .
.

Yahan dukhoon ki bi ajeeb shaklein hain
Tum is muqaam per hotay to shaid mar chukay hotay!!
.
.

Blog
View Frnds4ever's BlogRecent Entries
Latest Blog Entry
Posted in Uncategorized
!! Mata'e Shaam Safar Bastion Main Chor Aai'e !! 
Mata'e Shaam Safar Bastion Main Chor Aai'e
Bujhe Charagh Hum Apne Gharon Main Chor Aai'e
Bichr k Tuj se Chalay To Ab k Youn b Hua
k Teri Yaad Kehin Rastoon Main Chor Aai'e
Hum Apni Dar-Badri k Mushah'iday Akser
Naseehton ki Tareh Kam'sanon Main Chor Aai'e
Kharag-e-Saal-e-Bla Is Se Berh Ker Kiya Ho k Log
Khulay Makaan Bhari Barishon Main Chor Aai'e
Ghiray
...

Posted in
Jo Mera QaLam Likhay
Saal-e-n’o….aik nia saal apni tumam ter khoobsurtion aur na-khushguwarion k sath jab waqt ki kookh se janm laita hai to her daikhne wali aankh main aik hi khawab sa jagha hota hai “aee kaash ye saal aane wale waqt main humain koi aik khushgwar lamha daan ker de..!”…….
Har saal ki amad aanso bhari ankhon se hoti hai ye aur baat k kisi ki aankh gurze waqt ki haseen yadain num kerti hain to kisi ka matam-zada dil pighl pighl ker aankh num kerta rehta hai.
Har saal ki amad aanso bhari ankhon se hoti hai ye aur baat k kisi ki aankh gurze waqt ki haseen yadain num kerti hain to kisi ka matam-zada dil pighl pighl ker aankh num kerta rehta hai.
Aise main jab Clock ki
...
Posted in
Jo Mera QaLam Likhay
Beete Lamhe humari zeest ka sermaya hote hain..jinhain alag kerna na'mumkin si baat hai...Jis tareh Maan ka wajood no'moload bache k liye zindagi ki naveed hota hai aise hi ye beete lamhe insaani zindagi k agay berhte rehne ki naveed..
Kisi ne zindagi k bare main kia khoob kaha hai k aik sup sheer'in aik sup talk'h
Kisi ne zindagi k bare main kia khoob kaha hai k aik sup sheer'in aik sup talk'h
beet jane wale khushgwar pal her kisi ki zindagi ka khushgwar asasa hote hain.... her koi zindagi ki sakhtion se nabrd-azmaa hote hue pal berh ko aankh chura
...
Posted in
Jo Mera QaLam Likhay
Assalam o Alakium
Aj urdu new newspaper per nazr pari to hamesha ki tareh jagga jagga per dil dukhanay dainay wali khabrain thi’n….Likin aik khabr jis ne dil dehla ker rakh diya:
”Gairat k naam per qatal..
Bhai ne akloti behan ko bradri’ se bahir kisi lerke ko pasand kerne ki jurm ki padash main zibah ker dala”
”Gairat k naam per qatal..
Bhai ne akloti behan ko bradri’ se bahir kisi lerke ko pasand kerne ki jurm ki padash main zibah ker dala”
Gairat k naam per qatal kerne ka rawaj to humare muashray main shaid zamana-e-jahiliet se raij hai…Likin afsos is baat ka hai k haq ki roshni
...
Posted in
Jo Mera QaLam Likhay
Assalam o Alakium
Bachpan main se mausamon ki wo deewani thi..Khazaan ho ya bahar' germa ki chilchalati dhoop ho ya serma ki bheegi dilkash shaamei'n--usay her sha'e se yaksaan mohabbat thi. Ager bahar main har tarf lehl'hata sabza aur rang brangay phool us key labon per dilkash muskhrahat bekhai'r daitay thay to khazan rut main darakhton k hujr main noha-kna'n zard patay us se apna dukh kaha kertay thay...Germa ki laho ughlati dhoop main wo darakhton k paton main chupay prindon aur...

Recent Comments
NiCe ...... Byht KhooB...

/ cry 