YaRab naseeb onn ko bhi ho dard-e-dil aisa
keh yaad karein hum ko bhi lay kar wo tera naam
ہما کا شعر
Na yaad say koi zindgee , na bhoolnay say Mout..
Hum ko naseeb OMER bhar yehi cha-oon ,. dhoop thee.
ChaaNd ko shab ka sahara kab tha
Ha-ay wo khawab hamara kab tha
Jo sahar aaii b tu GhataaeiN laai
AansouN tum ko pukara kab tha
aik aas-e Shikhsta thee jabhi zinda thay
Saans ka dil ko sharaa kab tha
Ab SitaroN ko hee jalao k koi baat banay
Doobnay walay ko tinkay ka sahara kab tha
ab yehi chahein Huma, Mil ja-ay zuban hum ko
*yoon hosla dil ne hara kab tha*
EK kashmaksh mein Rehnay ki aadat osay bhi thee
meri tarah se ghum se rafaqat ossay bhi thee
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii
Go k muhabbatouN ki Zarrorat osay bhi thee
Ehd-e Wafa, Raah-e Anaaa, meri jabbill-eteiN
DIL se Nikal deynay ki aadat osay bhi thii
Guzray DinouN ko Saoch k jalta hai mera AAj
Mujhko hai aaj , kal yeh Shikayat osay bhi thee
Zakhmi howa hai Gul, Huma tarsa hai khar khaar
KantouN se LO lagana!! tu!! Rahat
jo meray ashk ki wuqa`at nahi samjh sakta
WO piyaas kia kissi ki kabhi bujhaa-ay gaa