Latest Episodes of Dramas - Latest Politics Shows - Latest Politics Discussions


________________________________________________

Conversation Between Jury and RiiDa

15 Visitor Messages

Page 1 of 2 12 LastLast
  1. Khud hi kah rahi ho kay, Isi saal say shuru howa hai.
    Wesay yah baat bhi sahi hai, kay uthta nahi hoon mey, aur kuch pata hi nahi hota,
    mahallay mey kya hora hai, magar pata hota hai kah, saat samandar paar kya hora hai.


    Aik dost hai meraa BAKHTAWAR KHAN, woh aik din meray khuab mey aaya .


    Usnay kaha mujh say kay aaon gaa anqareeb tumharay GHAR, tu menay kaha kay,
    khawab mey achukay ho, lehaza ab kis khushi mey aao gay ghar, Woh meri shakal dekh raha tha.






  2. APPKO NAHI PATA THA??????STRANGE
    waisy ,issi saal se start hue hai aur har area main kafi jaghan thi,
    jury bhai mujhe lagta hia aap laptop se uthte hi nahi,warna har jagah banners lagy thy
  3. Mujhay tu pata hi nahi tha kay MQM walay bhi IJTIMAI QURBANI kartay hain.
    Agar Sahoolat howi qareeb kisi jagah ki tu waha dekhain gey inshallah, aiendah.


  4. 10 saal wala humari wajah se bana phir aur aap ki wajah se lifetime wale se rah gaye hum
    jub k is dafa KKF ne hissa system shuru kar diya tha aur hairat-angaiz torr pe susta bhi tha...
  5. De nahi bulkay unhi ki thi.
    Mera Hissa tha, agar meri Khaal bhi chali jati MQM ko tu 10 kay bajaie life time record BROKE hota.
  6. ji iteefaq main barkat hai na....so itefaaq'at ko chalty rehna cahiya
    JI ko khaal dey de appne???
  7. Eid Mubarkaaaaaaaaaaaaaaaaan!!!!!!!!!!!!!!
    Wesay Pechlay Saal bhi Aye thi eid aur is saal bhi aur ayendah bhi, inshallah.
    Ajeeb ittefaq hai.
  8. eid mubarak
    Praying that Eid ,becumz a day of the acceptance of ur every DUA.ameen
  9. nahi..not pti /pml nwoh tu ab boring hogya hai..

    i mean ...mqm kafi kuch rahi thi,AH k kafi debatable statements arahy thy,press conferences bhi hoarahi the
    aur is forum pe,app mqm walon "roohani bhai" hain appka hona zaroori hota hai
  10. Kya nya tha?
    PTI vs PML-N?

    Mey Regarding MQM baat kar raha tha.
    Kuch nya nahi tha meray liyay. Aik jesi batain.
Showing Visitor Messages 1 to 10 of 15
Page 1 of 2 12 LastLast