tu kutay ki wo dum hay jo seedhi naahi hosakti dallay k dallay he rehna.
is weekend main busy hoon, tu maazrat ker laina. aur khabardar kisi bache ko maara tu lol
kiya faida howa beta je kay tu nay apni bhi izzat kerwaey aur dosri ki bhi, mana kerta hoon tujhay kay agar dhang say baat nahi kerna ati tau na quote kia ker direct indirect mujhay per tujhay shok hay zalil honay ka bhi aur kerwanay ka bhi... ab mazay say baith na apna tamasha banao aur na dosray ka.
Ghar puhancho tu bhabhi ko message dai daina lol
tum adat say majbor ho.. tumhay na apni izzat ki perwa hay na kisi aur ki. Chamcha geeri itni na kiya karo kay jis ki waja say dosray ko apni izzat bachana bhi mushkil hojaey. Khayal rakh apnay sath sath us ko na ragra lagwao her jaga ungli na liya karo..
Assalamoalikum kia haal hay? tum USA may ho. sab khairyat hay na? storm walay effected area may i hope kay nahi hogay..? khair apna khayal rakho, Allah apni hifazat may rakhaay tum sab ko ameeen.
Assalamoalikum kia haal hain? may tau haal ahwal kernay aya thaa yahan per sarah kay comment say lag raha hay kay tumharay kisi cousin ki death hogaey hay???
Shukran. Allah aap ki bhi tamam ibadat ko qabool farmain. Eid Mubarak
Allah tumhari namaz roza zakat taravee aur tamam ibadaat qabool karay ameeen.
kia haal hay bhai? kaisay guzra ramzan? karachi ijtima hay 31 say dua ker Allah saray takazay pooray kerday ameen.