Conversation Between sarah09 and Ath3r

178 Visitor Messages

Page 1 of 18 12311 ... LastLast
  1. Assalamoalikum kia haal hay
  2. i m sorry sarah... i know tumhay bhi bura laga hoga mera interaction aur badtamizi tahira k sath. mujhay khayal he nahi raha ghusay may kay meri behan bhi yahan moojod hay. Anyways i m sorry bachay.
  3. hahahahaha bas je MQM waloo'n k bech may jo rehnay laga hoon
  4. lolz kuch zada hi azaad hogaye hain khayalat
  5. hahahahaha bas janab azad logon kay azad khayalath hotay hain
  6. lolz jee aap khayalaat perh k to aap pe bohut nazar rakhney ki zarurat hai bhabhi ko
  7. wo forum pay hoti hain janab tension na lo, khoob nazar rakhi howe hay mujah per home minister nay
  8. lolz lagta hai bhabhi ko kisi din form pe bulana hi parega
  9. hahahahahaha shadi bhi aik pinjra hoti hay agar tum aik aur pinjray may qaid kerna chah rahi ho apnay bhai ko tau may khushi khushi raazi hoon pinjray may qaid honay k liya
  10. lolz bhabhi ko beech men na laen unka khayal ker k hi to men aapko choice deri hun bori ya pinjra
Showing Visitor Messages 1 to 10 of 178
Page 1 of 18 12311 ... LastLast