YA ALAH is azeem raat k sadqe shazia apa ke darjaat or buland farma ameen
Ireally miss u ALLAH ap ko jannat ul firdous me buland muqaam de ameen
kash ap theek ho jati mje bhut yad ati hain ap i love u
Maa jaisi "HASTI" "Duniya" main ha kahan, Nahi milay ka badal dhoond lo sarra "JAHAN"
ap chalen gayi ap bina baat kiye apki yad is dil me hamesha shamma ki tarhan roshan rahegi
apa ap kab aaogi apko bhut mis karti hn comeback.......................
i missssssss uuuuuuuuuuuuu..................