AoA Happy New Year
Assalaam oAlaikum
aap ny zard mosam ka kha k shuaa 2007 main hy tou yes...lykin shuaa october 2007 main uski 16th episode hai
Main Pakeeza Ka Koi Aur Link Send Kar Doon Ga. Khawateen Digest Abhi Markeet Main Aaya Nahi Hai Is Bar Kafi Late Ho Gaya Hai Pehle To 8 Ya 9 Ko Aa Jata Tha.
http://www.friendskorner.com/forum/f...digest-233598/
Eidee (Eid Gift) Please take a look. http://www.friendskorner.com/forum/f...8/#post2798681
plz have a look:http://www.friendskorner.com/forum/f...france-225639/
yup meney digest sey parh lia novel....it was awsome....bht e acha novel hy
oh sorry main ne wahan to link add kar diya hi per aap ko dena bhool gayi main busy thi aur abhi tak yeh novel nahi pah saki hoon plz aap parh ke bataiye ga ki aap ko yeh novel kaisa laga fileape
assalam o alikum ! main yeh novel inshaallah kuch dino mein upload kar doon gi jab tak main shuaa ke liye dusra link de rahi hoon is mein aap regular per click kar ke shuaa mar 2011 download kar sakti hain ... link add kar diya hai zaroor parh lijye ga