All Pakistani Dramas Lists
Latest Episodes of Dramas - Latest Politics Shows - Latest Politics Discussions
Latest Episodes of Dramas - Latest Politics Shows - Latest Politics Discussions
Thread: پسماندگان الطاف سے اظہار افسوس
-
06-04-2014 #1
وطن دوست
قلم زبان
۔۔۔۔۔۔۔۔۔- Join Date
- Aug 2008
- Location
- dunia
- Posts
- 14,411
- Blog Entries
- 21
- Quoted
- 7409 Post(s)
-
06-04-2014 #2
Junior Member
Edit>- Join Date
- Jul 2008
- Posts
- 161
- Quoted
- 41 Post(s)
Re: پسماندگان الطاف سے اظہار افسوس
bohot behtar hota agar MQM ko siyasi maidan men shikast dejati. altaf hussain ko siyasi tor pe siyasat se nikal diya jata. men MQM ka shadid mukhalif hon lekin agar altaf hussain is very sick then I will pray for him. men ye bhi ummeed karta hon ke altaf hussain ki tarah aor PAKISTANI siyasat danon ko bhi court men try karen jinho ne hamare mulk ke peson se wahan jaidad banai hen. mujhe lagta he altaf hussain ki ab UK ko zaroorat baqi nahi rahi. MQM ke liye sirf itna hi arz he ke
Isi BAAIS TO QATLE MUKHALIF KARKUNAN SE MANA KARTE THE
AKELEE PHIR RAHE HO YUSUF E BE KARWAN HOKAR
-
06-04-2014 #3
Senior Member
Edit>- Join Date
- Jan 2010
- Posts
- 922
- Quoted
- 350 Post(s)
Re: پسماندگان الطاف سے اظہار افسوس
In mulkon main money laundring bohat bara crime hey, agar yeh paise charity k hain to aapko charity ki permission chahey aur proper raseed issue karna hoti hey aur har shakhs jo charity daita hey apney annual tax main show karta hey, issi tarah charity lainey wala, charity ka annual tax file karta hey aur uss main show karta hey aur raqam bank main jama honi chahey. Aggar yeh sab na ho to iss ko money laundring samjha jata hey aur woh yahan serious crime hey.
Agar aap tax pay nahein kartey to bachney ke chances hain magar money laundring main nahein. Yeh ab lawyers peh depend karta hey woh kia rah nikaltey hain aur kaise present kartey hain.
-
06-05-2014 #4
Expert Member
Edit>- Join Date
- Sep 2008
- Posts
- 3,903
- Quoted
- 1452 Post(s)
Re: پسماندگان الطاف سے اظہار افسوس
وصالِ صنم نہ خدا ہی ملا
ادھر کے رہے، نہ اُدھر کے رہے
ان چمپو، چپڑاسی ٹائپ لوگوں [ایم کیو ایم] کو شاہ ایران، مارکوس، قدافی، صدام، اور بشارالاسد کے انجام سے سبق حاصل ہو جانا چاہے تھا۔ مگر شائد قدرت کو یہ ہی منظور تھا۔۔
حادثے کیا کیا تمہاری بے رخی سے ہو گئے
ہم ساری دتیا کے لیے اجنبی [چور، قاتل، لٹیرے] ہو گئے